Wafa agar raas na aaye, wo wafaa kyon kare…
Dua agar aasmaan tak na jaaye, hum dua kyon kare…
Uss deewani ke khwaab din raat dekhte hai hum…
Naseeb mein faqat khwaab hai, milne ke chaah kyon karein…
Dil ke har ek dhadkan, uss ko sada deti hai pal pal…
Wo suni ko unsuni karde toh, hum izhaar-e-wafaa kyon karein…
Uss ke yaad thadpaayegi, zindagi bhar yunhi mujhe…
Behthar hai bhool jaaon, “Dostoon” zakhm aur gehra kyon karein….!!!